CIRCUIT
Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai.
Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI
Aye Circuit, woh Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.
CIRCUIT
Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.
MUNNA BHAI
Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT
Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
No comments:
Post a Comment