Tuesday, April 21, 2009

gadhe ka aashirwaad

Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.

donkey-wife.jpg

Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, “Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?”

Ladke ne palat kar jawab diya, “Sahi farmaya bhabhi ji.”

No comments:

Post a Comment